tanhayion main jeene ki aadat ho gyi hai,
ab hamein gammo ko pine ki aadat ho gyi hai. yeh duniyan deti hai zhakham humein apne zhakhamo ko sehne ki aadat ho gyi hai roz unse milne ki aadat ho gyi hai, jaante hai wo nhi mile ge raho main phir bhi unki galliyon se gujarne ki aadat ho gyi hai vo chod chale hai humein is jagah se ab unki yaad main jeene ki aadat ho gyi hai vo humein kasam khila gye the na rone ki ab to aansu pine ki aadat ho gyi hai mar rahe hai hum unki yaad main har pal ab pal pal marne ki aadat ho gyi hai na jaane kab wo humein apne pass bulayege issi intzaar ki ab to aadat ho gyi hai. |
Comments