dil ne jo kaha kalam ne likh diya
varna mujhe sayari kaha aati hai hum to likh dete hai kagaz par wohi jo unki yaadein humse likhvati hai har koi sochta hai vo janta hai pyar ko to jaye ja kar samja de vo mere yaar ko phir bhi agar na choda dilo se khelna usne to main nhi manti ki vo samjha hai pyar ko pyar karke bhi dekha hai maine tujhe apna tajurba main batau kaise jab khud hi nhi jati pyar ke raho pe to tujhe un galion ,main le jau kaise dil lagaya to jhakham hi milege isliye mujhe nhi karna pyar tujhe samjau kaise khafa huye aap humse is kadar ki dil se chah ke bhi aapko mana nhi payi aapne to kabhi yaad hi na kiya hoga aur main hun ki aap ko bhula hi nhi payi |
Comments