Kho chukaa huin apnai ghar kii chaar dewaari mein
Kho chukaa huin apnai hii bunnai jaal mein Koi aatai jaatai paagal mujhe keh detaa hai To koi mujhe dharti ka bhoj samajhtaa hai Chaaro teraf chaaya andheraa hai Dil deemaag sab kho chukaa hai Apno ne rishta naata tod diyaa hai Ya allah is bandai ki madad kar Aaya hai aaj tere dwaar par Aasha ki ek kiran liyai aaya huin aaj Do diin bhar ki jindagi liyai Hey bhagwaan teri sharan mein aaya huin aaj Terai aashirwaad se kuch kar guzarnai ka mann hai Terai diyai hue raastai pe chalkai jeevan sawaaranai ka mann hai |
Comments