2 Chidiyon ki Prem Kahani..
Ek din ki baat hai chidiya boli- mujhe chhod kar kabhi tum udd to nahi jaoge. chida bola main agar kabhi udd jau to tum pakad lena. chidiya boli main tumhe pakad sakti hoon par phir paa nahi sakti. chida ki aankhon mein aansu aa gye usne apne pankh tod liye aur bola aab hum hamesh saath rahenge .. Ek din bahot zor se Tufan aaya chidi udne lagi, tabhi chida bola tum udd jao main nahi udd sakta. Chidiya apna khayal rakhna kehkar udd gyi. jab tufan thama aur chidiya vapis aayi to usne dekha ki chida mar chuka tha. kash wo ek baar to kehti ke main tumhe nahi chhod sakti, to shayad main tufan aane se pehle nahi marta. :(:(:(:(:(:(:( |
Comments